Wo kya Samjegi Pyar ki GEHRAI KoWo kya samjegi pyar ki gehrai koJo pagalpan samjati he meri 'tanhai' koWafa ki ummid to humne hi ki thiAb q ilsam de uski 'bewafai' ko
"Phir kahin door se ik baar sada do mujko"phir kahin door se ik baar sada do mujkoMeri tanhai ka ehsaas dila do mujhkoTum to chand ho tumhe meri zaroorat kya haiMain diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
"Aitbaar nahi karta main kisi par"aitbaar nahi karta main kisi parHar shaqs yahaan farebi hain.Yakin hain mujhe apni tanhai parJisne mujhe kabhi tanha nahi chhoda..!!
Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diyaUs bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diyaMujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diyaJab aai mout apni to usse raha na gayaAaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hChhod diyDard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila humIs dunia seJo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi milHume is dunia seSaath de sakte the unki khusi ka unki mahfil mHumUnki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana thIs dunia se.
Usne Mujhe Apni Bewafai Ka Sabut De DiyaUsne mujhe apni bewafai ka sabut de diyaMujhe meri khushiyo ki judai ka sabut de diyaUsne dikha diya ’kumar’ ishq-e-wafa ka anjaam kya hota haiMujhe duniya ki bheed me meri tanhai ka sabut de diya
Sath Hain Sab Phir Bhi Tanhai Hai Teri Yaado Mein Sirf Gum Ki Parchhai Hai Jitni BhiSath hain sab phir bhi tanhai haTeri yaado mein sirf gum ki parchhai haJitni bhi dua karta hu unhe paane kUtni hi jyada unse mujhe milti bewafai ha